Hello dost aaj ka topic hai hum android based application ko apne PC or Laptop me kaise chala sakte hai. Kaise install kiya ja sakta hai. or isko Run karne ke liye kis software ki jarurat padhti hain to aaye start karte hai..
Whatsapp kaise Install karte hai Laptop Me Hindi Me Jane
Sabse pahle aap www.youwave.com par jaye''aap soch rahe honge ki youwave software hi kyo install kare to mai batana chahta hu mobile application run karne ke liye or bhi bahut software bai but maine used kiya dusara software lekin mera system bahut slow ho jata tha or iski khas bat ye hain ye bahut acha kam karta hai laptop me apke system ho hang nahi karega''
- Youwave site par jane ke baad Download ka option hoga aap us par click karenge to software load hone lagega.
- Ab aap download karne ke bad software par dual click kar ke Next kar ke install kar le.
- Phir finesh karne ke bad aap ke youwave ko open kare ..
To kuch is tarah ka picture apke samne aayega .
- Yeha par aap click karenge to Menu option open hoga jaise mobil ka ho ta hai or koi bhi app install karenge to uske andar rahega.
- Ye ek search box hai aapko koi bhi android app chahiye yeha click kre ke download kar sakte hai or ohi se install bhi ho jayega.
- Aap sabse pahle apne C Drive Me Jaye
- Phir user pr click kar de
- Aap Administer me jo name likhe honge upar click kar de .
- Oha par apko youwave folder milega usko send to Desktop kar de.
- Phir Youwave folder ko open kar le or jo app apke pass hai usko copy kar ke pest kar le youwave me ..
Jaisa ki aap dekh sakte hain maine jo aap add kiye hain folder me oh show ho raha hai.
Apke me na show to to <--> ka jo bottom ha uspar eka click kar de so hone lagega. Phir aapko jo aap install karna ho uspar duale click kare install kar le uske bad Menu me jake us app ko chala sakte hai.
Agar Apko koi internet se related question hai to aap mujhe comment kar ke puch sakte hai Apko Hindi me help ki jayegi..
ConversionConversion EmoticonEmoticon